Main ab bhi apni aankhein fade apne room aur calander ko dekh rahi thi. Jis par aaj ki tarikh likhi hui thi. And that was Monday, 2nd August. Yani kal raat ko mai ne socha tha ki aaj mai mumma ko sari baat btaungi. Toh kya ye sab ek dream tha? Ya kahi aisa to nahi ki mera punarajanm hua hai?
Tu bhi kya soch rahi hai Trisha, khud se bolte huye mai ne apna sir pit liya. Novels padhte padhte novels ka hi fitoor chadha rehta hai.

Write a comment ...