02

Ch-2. Bura khwab aur dardnak haqiqat.

"Bhai mai samar se pyaar karti hu." Is vaqt deewan mansion ki dahlij par Raahi samar ka hath pakde khadi thi. Samne apni jeb me hath dale khada tha maut ka badshah Viraj deewan jo aaj tay karne wala tha uski kismat.

Viraj ne nazrein utha kar samar ki taraf dekha, jo bina kisi bhaw ke samne dekh raha tha. Viraj ne hontho se hawa chhodi aur apne bodyguard ko kuchh ishara kiya. Jis par Raahi ne dhyan na diya. Aur fir samar ke chehre par aankhe jamaye huye bola, "kya ye sach hai Samar?"

Write a comment ...

Smut paglu ๐ŸŽ€๐Ÿ˜œ

Show your support

Don't click the button โœ…. Umm I said no.

Write a comment ...

Smut paglu ๐ŸŽ€๐Ÿ˜œ

Just a money minded submissive brat creating her own world of fantasies to earn. ๐Ÿ‘„